Mahi Ve Lyrics – Faridkot Songs

Mahi Ve Lyrics – Faridkot Songs

Mahi Ve Lyrics – Faridkot Songs

Yun choo gayi teri saanson ki khushboo,
Khud mein bhi dekhun to nazar aaye tu,
Main bhi yahin tha aur tu bhi tha yahin,
Waqt mila hai to hue hain robaroo..,

Ab to..yahin hai..rehna..,
Mahi ve…chadd ke na ja..,

Dil de main baitha aur kya main kahun,(x2)

Hath jo tu thamme to jee main thoda lun,

Pyar ka geet hai,
Pyar ki taal hai,
Bawra hokar nach le tu,

Taare bhi la dunga,
Tujhko saja dunga,
Chalti rahe apni jo guftgoo,

Mahi ve…chadd ke na ja..,(x2)

In shabdon mein jo keh paun to main kahun,
Rang diya hai tune ab yunhi rahun,
Shabdon mein jo keh paun to main kahun,
Rang diya hai tune ab yunhi rahun,

Kajra re..naina ne..,
Halat aisi ki,
Sudh budh khoyi koi,
Bhi hosh nahi,

Tujhko bhi rang dun main aa,(x4)

Mahi ve…chadd ke na ja….

Previous
Next Post »